Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Ashok Kumar
Home Ashok Kumar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ae ri main to prem deewani mera dard naa jaane koi ae ri main to prem deewani mera dard naa jaane koi naa main jaanun aarti bandan naa pooja ki reet hai anjaani daras deewani meri paagal preet liye ri maine do nainon ke deepak liye sanjoy ae ri main to prem deewani mera dard naa jaane koi aasha ke phoolon ki maala saanson ke sangeet inn par phooli chali rijhaane apne mann kaa meet liye ri maine nain dor mein sapne liye piroy ae ri main to prem deewani mera dard naa jaane koi ae ri main to prem deewani mera dard naa jaane koi
baajuuuuuu babu samjho ishaare horn pukaare pam pam pam yahaan chalti ko gaadi kehte hain pyaare pam pam pam babu samjho ishaare horn pukaare pam pam pam yahaan chalti ko gaadi kehte hain pyaare pam pam pam aayeeee ri baba ri baba baba ba ri baba ri baba baba ba ri baba ri baba baba ba ri baba ri baba ba sau baaton ki ek baat yahi hai ayee kya bhala to kya bura kaamyaabi mein zindagi hai bolo sau baaton ki ek baat yahi hai kya bhala to kya bura kaamyaabi mein zindagi hai haai tooti phooti sahi chal jaaye thik hai sachchi jhooti sahi chal jaaye thik hai tooti phooti sahi chal jaaye thik hai sachchi jhooti sahi chal jaaye thik hai aadi tirchhi chala aaaa chala aaaa aa ke jhoom aadi tirchhi chala aaaa chala aaaa aa ke jhoom hayiiii aadi chala chala ke jhoom tirchhi chala chala ke jhoom baajuuuuuuu babu samjho ishaare horn pukaare pam pam pam yahaan chalti ko gaadi kehte hain pyaare pam pam pam diri diri de hiiii hiiii hiii hiii dudu dudu dudu do uuuu uuuu uuuuuu diri
ho o o bachpan ke din bhula na dena ho o o bachpan ke din bhula na dena aaj hanse kal rula na dena aaj hanse kal rula na dena ho o o bachpan ke din bhula na dena lambe hain jeevan ke raste khwabon tale hum gaate haste lambe hain jeevan ke raste khwabon tale hum gaate haste gaate haste aa aa aa aa aa aa door desh ek mehal banaaye pyaar ka jis mein deep jalaayein door desh ek mehal banaaye pyaar ka jis mein deep jalaayein deep jalaayein deep jala kar bujha na dena aaj hanse kal rula na dena ho o o bachpan ke din bhula na dena rut badle ya jeevan beete dil ke taraane hon na puraane rut badle ya jeevan beete dil ke taraane hon na puraane ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha nainon mein bankar sapne suhaane aayenge ik din yahi zamaane ha ha aa aa aa aa aa nainon mein bankar sapne suhaane aayenge ik din yahi zamaane yahi zamaane yaad humaari mitaa na dena aaj hanse kal rula na dena ho o o bachpan ke din bhula na dena
bye bye bye bye bye bye miss good night kal phir milenge bye bye miss good night kal phir milenge rangeela din beeta rangeeli raat aayi rangeela din beeta rangeeli raat aayi bye bye miss good night kal phir milenge bye bye miss good night kal phir milenge hey tu kiss kadar khoobsurat hai geeta hey ayeeee tujhse magar khoobsurat hai sita rita tu bhi kuchh kam nahin nita tujh mein dam nahin ye rita tu bhi kuchh kam nahin nita tujh mein dam nahin aankhon pe kaisi ye masti si chhayi chhayi chhayi haai bye bye miss good night kal phir milenge bye bye miss good night kal phir milenge duru duru duru duru duru duru duru duru heyeee bachpan se dil hai mera aashiqana hey ayeee ye ishq hai zindagi ka bahaana jee naa laga mera phoolon mein main naa soya kabhi jhulon mein ye jee naa laga mera phoolon mein main naa soya kabhi jhulon mein zulfon ke saaye mein hi neend aayi aayi aayi bye bye miss good night kal phir milenge bye bye miss good night kal phir milenge heyeeee har ek
chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki tum apne charnon mein rakh lo mujh ko tumhaare charnon ka phool hoon main main sar jhukaye khadi hoon pritam main sar jhukaye khadi hoon pritam ke jaise mandir mein lau diye ki chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki ye sach hai jeenaa tha paap tum bin ye paap maine kiya hai ab tak magar hai mann mein chhabi tumhari magar hai mann mein chhabi tumhari ke jaise mandir mein lau diye ki chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki phir aag birhaa ki mat lagaanaa ke jal ke main raakh ho chuki hoon ye raakh maathe pe maine rakh li ye raakh maathe pe maine rakh li ke jaise mandir mein lau diye ki chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki
aaaa aaaa aaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa dil matwaala laakh sambhaala dil matwaala laakh sambhaala phir bhi kisi par aa hi gaya shokh nazar se dekhne waala shokh nazar se dekhne waala pyaar ka rog laga hi gayaa dil matwaala laakh sambhaala nayi umenge naya zamaana nayi tarange naya taraana nayi umenge naya zamaana nayi tarange naya taraana mast nazar se teer chala ke mast nazar se teer chala ke koi humen tadpa hi gaya dil matwaala laakh sambhaala o madhosh nighaahon waale teri kasam dil tere hawaale o madhosh nighaahon waale teri kasam dil tere hawaale dekha iss andaaz se tumne dekha iss andaaz se tumne pyaar kisi ko aa hi gaya dil matwaala laakh sambhaala kar gaye baaten do matwaale dekhte reh gaye dekhne waale kar gaye baaten do matwaale dekhte reh gaye dekhne waale koi kisi ko raaz e muhabbat koi kisi ko raaz e muhabbat aankhon mein samjha hi gaya dil matwaala laakh sambhaala phir bhi kisi par aa hi gaya dil matwaala laakh sambhaala
duniyaa karen sawaal to hum kya jawaab dein tum ko naa hoo khayaal to hum kya jawaab dein duniyaa karen sawaal poochhe koi ke dil ko kahaan chhod aayen hain poochhe koi ke dil ko kahaan chhod aayen hain kis kis se apna rishtaa e jaan tod aayen hain mushkil ho arz e haal mushkil ho arz e haal to hum kya jawaab dein tum ko naa hoo khayaal to hum kya jawaab dein duniyaa karen sawaal poochhe koi ke dard e wafaa kaun de gaya poochhe koi ke dard e wafaa kaun de gaya raaton ko jaagne ki sazaa kaun de gaya kehne se ho malaal kehne se ho malaal to hum kya jawaab dein tum ko naa hoo khayaal to hum kya jawaab dein duniyaa karen sawaal to hum kya jawaab dein
gaa rahi hai zindagi har taraf bahaar mein kiss liye chaar chaand lag gaye hai tere mere pyaar mein isliye aa gaya aanchal kisi ka aaj mere haath mein aa gaya aanchal kisi ka aaj mere haath mein hai chakori aaj apne chandrama ke saath mein hai chakori aaj apne chandrama ke saath mein chal padi do kishtiyaan aaj ek dhaar mein kiss liye chaar chaand lag gaye hai tere mere pyaar mein isliye chho rahi tan mann ko mere preet ki purwaaiyaan door ki amraaiyon mein goonjati shehnaaiyaan chho rahi tan mann ko mere preet ki purwaaiyaan door ki amraaiyon mein goonjati shehnaaiyaan sau gunaa nikhaar hai aaj to singaar mein kiss liye chaar chaand lag gaye hai tere mere pyaar mein isliye zindagi bhar ke liye tu baanh meri tham le zindagi bhar ke liye tu baanh meri tham le jab talak ye saans hai har saans tera naam le jab talak ye saans hai har saans tera naam le ik nayi duniyaan khadi apne intezaar mein kiss liye chaar chaand lag gaye hai tere mere pyaar mein isliye gaa rahi hai
jaane kaisa hai mera deewana kabhi apna sa lage kabhi begaana jaane kaisa hai mera deewana kabhi apna sa lage kabhi begaana badi bholi ho ye bhi na jaana kabhi apno ko nahin kehte begaana badi bholi ho yun bhi jeeta tha magar koi armaan na the yun bhi jeeta tha magar koi armaan na the jab talak aap mere dil ke mehmaan na the dil ke mehmaan na the tum se mehka hai mera viraana kabhi apno ko nahin kehte begaana jaane kaisa hai mera deewana kabhi apna sa lage kabhi begaana jaane kaisa hai ho ho ho hmm hmm aa haa haa ha main wo aazaad ghata tumne jise baandh liya main wo aazaad ghata tumne jise baandh liya apni aankhon mein mujhe naya aakaash diya naya aakaash diya yehi chhota sa mera afsaana kabhi apna sa lage kabhi begaana badi bholi ho ye bhi na jaana kabhi apno ko nahin kehte begaana badi bholi ho kabhi chhede hai pawan kabhi cheede hai piya kabhi chhede hai pawan kabhi cheede hai piya yehi to hoga sanam tumne jab pyaar kiya tumne jab pyaar kiya mere paas aao
hmmm hmmm hmmm hmmmm jab bhi koi kangna bole paayal chhanak jaaye soyi soyi dil ki dhadkan sulag sulag jaaye karun jatan laakh magar mann machal machal jaaye machal machal jaaye jab bhi koi kangna bole paayal chhanak jaaye soyi soyi dil ki dhadkan sulag sulag jaaye karun jatan laakh magar mann machal machal jaaye machal machal jaaye jab bhi koi kangna bole chhalak gaye rang jahaan par ulajh gaye naina re naina ulajh gaye naina chhalak gaye rang jahaan par ulajh gaye naina re naina ulajh gaye naina paayen nahin mann banjaara kahin bhi ye chaina re chaina kahin bhi ye chaina mere mann ki pyaas adhuri mujhe bhatkaaye jab bhi koi kangna bole paayal chhanak jaaye jab bhi koi kangna bole kali kali jhume re bhanwara agan pe jal jaaye patanga agan pe jal jaaye kali kali jhume re bhanwara agan pe jal jaaye patanga agan pe jal jaaye chanda ko chakor nihare issi mein sukh paaye re paaye issi mein sukh paaye jeevan se ye ras ka bandhan toda nahin jaaye jab bhi koi kangna bole
aisi cheez sunnaye ke mehfil de taali pe taali warna apna naam nahin hai bannekhan bhopaali munne miya badhayi bano khoob honhaar dono jahaan ki nematein ho aap pe nisaar haan bachpan ho khushgawaar jawaani sadabahaar allah kare ye din yun hi aaye hazaar baar aaaa aaaa aaaa aa aaaa aaaaaa aaaaaaa jeena to hai usi ka are jeena to hai usi ka jisne ye raaz jaana haan jeena to hai usi ka jisne ye raaz jaana hai kaam aadmi ka hai kaam aadmi ka auron ke kaam aanaa jeena to hai usi ka jisne ye raaz jaana kisi ne kaha tu hai taaron ka raja kisi ne kaha aaja mere paas aaja kisi ne dua di kisi ne badhaai sab ki tu aankh ka taara bane teri hi roshni mein chamke tera gharaana hai kaam aadmi ka hai kaam aadmi ka auron ke kaam aanaa jeena to hai usi ka jisne ye raaz jaana dil laga ke tu padhna hamesha aage badhna sach ka daaman na chhoote chaahe ye duniya roothe kaam tu achhe karna sirf allah se darna sabhi ko gale lagaana mohabbat mein lut jaana mohabbat wo khazaana hai kabhi
jeevan se lambe hai bandhu jeevan se lambe hai bandhu ye jeevan ke rastey ye jeevan ke rastey ik pal tham ke rona hoga ik pal chalna hans ke ye jeevan ke rastey ye jeevan ke rastey jeevan se lambe hai bandhu raahon se raahi ka rishta kitne janam purana ek ko chalte jaana aage ek ko peechhe aana mod pe mat ruk jaana bandhu do raahon mein phans ke ye jeevan ke rastey ye jeevan ke rastey jeevan se lambe hai bandhu din aur raat ke haathon maafi napi ek umariya saans ki dori chhoti pad gayi lambi raat dagariya bhor ke manzil waale uthkar bhor se pehle chal de ye jeevan ke rastey ye jeevan ke rastey jeevan se lambe hai bandhu ye jeevan ke rastey ye jeevan ke rastey
kyun mile tum hum bewafaa o sanam loot gayi zindagi kya khushi kya ghum kyun mile tum hum bewafaa o sanam loot gayi zindagi kya khushi kya ghum kyun mile tum hum hasraten ghaayal hain ab to zindagi khaamosh hai hasraten ghaayal hain ab to zindagi khaamosh hai jaane waale khush ho ke jaana hum pade behosh hain ruk gaya carvaan reh gaye bedam kyun mile tum hum bewafaa o sanam loot gayi zindagi kya khushi kya ghum kyun mile tum hum chain ik pal bhi naa paaya humne tere pyaar mein chain ik pal bhi naa paaya humne tere pyaar mein hanste hanste loot gaye hum iss bhare baazaar mein ye jahaan beraham kya jeeyenge hum kyun mile tum hum bewafaa o sanam loot gayi zindagi kya khushi kya ghum kyun mile tum hum bewafaa o sanam loot gayi zindagi kya khushi kya ghum kyun mile tum hum
o maati ke putle itna na kar tu gumaan pal bhar ka tu mehmaan maati ke putle tune prabhu ko dhan mein dhundha kabhi na apne mann mein dhunda bhool gaya maaya ke bande tujh mein base bhagwaan oooo maati ke putle itna na kar tu gumaan pal bhar ka tu mehmaan maati ke putle maalik se kuchh chhupa nahi hai kaun hai jag mein kaisa maalik to hai pyaar ka bhukha log chadhayen paisa dhan ke lobhi ye naa jaane kya maange bhagwaan oooo maati ke putle itna na kar tu gumaan pal bhar ka tu mehmaan maati ke putle rab hai wohi banaane waala tu hai kaun mitaane waala chhod de uspe saari baaten o murakh insaan oooo maati ke putle itna na kar tu gumaan pal bhar ka tu mehmaan maati ke putle
meri kahani bhoolne waale meri kahani bhoolne waale tera jahan aabaad rahe meri kahani teri khushi par main mit jaaun duniya meri barbaad rahe meri kahani mere geet sune duniya ne magar mera dard koyi na jaan saka na jaan saka ik tera sahaara tha dil ko ik tera sahaara tha tu bhi na mujhe pehchaan saka tu bhi na mujhe pehchaan saka bachpan ke wo geet puraane aaj tujhe na yaad rahe meri kahani main apna fasana keh na sakaa mere dil ki tamanna dil mein rahi lo aaj kinaare par lo aaj kinaare par aake armaanon ki kashti doob gayi armaanon ki kashti doob gayi kismat ko manzoor yahi tha lab pe mere fariyaad rahe meri kahani meri kahani bhoolne waale tera jahan aabaad rahe meri kahani
naseeb darr pe tere aazmaane aaya hoon naseeb darr pe tere aazmaane aaya hoon aazmaane aaya hoon naseeb darr pe tere tujhi ko teri kahaaaniiiiiiiii tujhi ko teri kahani sunaane aaya hoon naseeb darr pe tere aazmaane aaya hoon jo naghmen soye huyeeeeeeee hain tere khayaalon mein hain tere khayaalon mein jo naghmen soye huye hain tere khayaalon mein unhi ko aaj main gaa karrrrrrr unhi ko aaj main gaa kar jagaane aaya hoon naseeb darr pe tere haaye naseeb darr pe tere aazmaane aaya hoon aazmaane aaya hoon oooooooo bahaa bhi de meri haalat pe aaj do aansoon aaj do aansoon baha bhi de meri haalat pe aaj do aansoon main apne dil ke lagi koooooo main apne dil ke lagi ko bhujhaane aaya hoon naseeb darr pe tere haaye naseeb darr pe tere aazmaane aaya hoon aazmaane aaya hoon hooooo oooooo oooo oooo agar wo saamne hote to unse yeee kehtaaaaaaaaa agar wo saamne hote to unse ye kehta tere huzoor mein bigadiiiii tere huzoor mein bigadi baanane aayaa hoon naseeb darr pe tere
aaj phurkat ka khwaab toot gaya mil gaye tum hijaab toot gaya tumse izhaar e haal kar baithe tumse izhaar e haal kar baithe bekhudi mein kamaal kar baithe bekhudi mein kamaal kar baithe re tumse izhaar e haal kar baithe kho gaye husn ki bahaaron mein keh diya raaz e dil ishaaron mein kaam hum bemisal kar baithe kaam hum bemisal kar baithe bekhudi mein kamaal kar baithe tumse izhaar e haal kar baithe kitne majboor ho gaye dil se soche samjhe bagair kaatil se soche samjhe bagair kaatil se zindagi ka sawaal kar baithe bekhudi mein kamaal kar baithe re tumse izhaar e haal kar baithe tumse izhaar e haal kar baithe ye adayein ye shokhiyan tauba bas khuda hi khuda hai us dil ka jo tumhaara khayaal kar baithe jo tumhaara khayaal kar baithe bekhudi mein kamaal kar baithe tumse izhaar e haal kar baithe tumse izhaar e haal kar baithe
zinda rahe to hum kabhi aap ko bataayenge zinda rahe to hum kabhi aap ko bataayenge jitna sataaya aap ne jitna sataaya aap ne utna hi hum satayenge zinda rahe to hum kabhi aap ko bataayenge ishq ka ghum ab jigar mein zakhm ban kar reh gaya ishq ka ghum ab jigar mein zakhm ban kar reh gaya pyaar ka sapna naiyan se ashq ban kar beh gaya jitna rulaaya aapne jitna rulaaya aapne utna hi hum rulaayenge zinda rahe to hum kabhi aap ko bataayenge bujhti huyi shamma hoon main chand lamhon ki mehmaan hoon main bujhti huyi shamma hoon main chand lamhon ki mehmaan hoon main honthon pe tera naam liye jaayenge iss jahaan se hum jab mar jaayenge hum jab mar jaayenge aap ko yaad aayenge zinda rahe to hum kabhi aap ko bataayenge zinda rahe to hum kabhi aap ko bataayenge
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ae Ri Main To Prem Nau bahar (1952) 02:19 13838
 
Poster of Nau bahar (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Satyendra Athaiya
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant, Ashok Kumar
Raag- 
Bhimpalasi
Duration : 02:19   Song Number : 13838   

Babu Samjho Ishaare Chalti Ka Naam Gaadi (1958) 04:41 20169
 
Poster of Chalti Ka Naam Gaadi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Ashok Kumar, Anoop Kumar
Duration : 04:41   Song Number : 20169   

Bachpan Ke Din Bhula Na Deedar (1951) 03:36 13029
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar, Nimmi, Ashok Kumar
Duration : 03:36   Song Number : 13029   

Bye Bye Miss Good Night Prem Nagar (1974) 04:51 13985
 
Poster of Prem Nagar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Ashok Kumar, Hema Malini
Duration : 04:51   Song Number : 13985   

Chhupa Lo Yun Dil Mein Mamta (1966) 03:32 20292
 
Poster of Mamta (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Suchitra Sen, Ashok Kumar
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:32   Song Number : 20292   

Dil Matwaala (Male) Bewafa (1952) 03:04 12890
 
Poster of Bewafa (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sarshar Shailani
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Ashok Kumar, Nargis
Duration : 03:04   Song Number : 12890   

Duniyaa Karen Sawaal To Hum Bahu Begum (1967) 03:09 20413
 
Poster of Bahu Begum (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Ashok Kumar
Duration : 03:09   Song Number : 20413   

Gaa Rahi Hai Zindagi Aanchal (1960) 03:18 12572
 
Poster of Aanchal (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Pradeep
On Screen Actors- 
Nanda, Ashok Kumar, Nirupa Roy
Duration : 03:18   Song Number : 12572   

Jaane Kaisa Hai Mera Deewana Aansoo Ban Gaye Phool (1969) 04:42 20614
 
Poster of Aansoo Ban Gaye Phool (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Taj Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 04:42   Song Number : 20614   

Jab Bhi Koi Kangna Bole Shaukeen (1982) 04:02 18201
 
Poster of Shaukeen (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:02   Song Number : 18201   

Jeena To Hai Usi Ka Adhikar (1971) 07:50 32055
 
Poster of Adhikar (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Ramesh Pant
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pran, Ashok Kumar, Nanda, Others
Duration : 07:50   Song Number : 32055   

Jeevan Se Lambe Ashirwad (1968) 03:55 12610
 
Poster of Ashirwad (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vasant Desai
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Ashok Kumar
Raag- 
Siva-Ranjani
Duration : 03:55   Song Number : 12610   

Kyun Mile Tum Hum Bedard Zamana Kya Jane (1959) 03:46 12872
 
Poster of Bedard Zamana Kya Jane (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Kalyan Ji Veer Ji Shah
On Screen Actors- 
Niroopa Roy, Ashok Kumar
Duration : 03:46   Song Number : 12872   

Maati Ke Putle Sheroo (1957) 03:20 16440
 
Poster of Sheroo (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Kaif Irfani
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Anup Kumar, Ashok Kumar
Duration : 03:20   Song Number : 16440   

Meri Kahani Bhoolane Wale Deedar (1951) 02:53 20944
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Ashok Kumar, Nargis, Nimmi
Raag- 
Tilang
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:53   Song Number : 20944   

Naseeb Darr Pe Tere Aazmaane Aaya Hoon Deedar (1951) 03:34 13037
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nimmi, Nargis, Ashok Kumar
Duration : 03:34   Song Number : 13037   

Tumse Izhaar E Haal Mere Mehboob (1963) 03:25 13735
 
Poster of Mere Mehboob (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:25   Song Number : 13735   

Zinda Rahe To Hum Kabhi Prerana (1984) 03:50 16465
 
Poster of Prerana (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Nirmala Mishra
Music Director- 
Vijay Kumar
Singer- 
Preeti Sagar
On Screen Actors- 
Moti Sagar, Sudhir Panday, Kiran, Ashok Kumar
Duration : 03:50   Song Number : 16465   
Karaoke Songs of Ashok Kumar, Sad Songs of Ashok Kumar, Love Songs of Ashok Kumar, Dance Songs of Ashok Kumar, Hip-hop songs of Ashok Kumar, Best songs of Ashok Kumar, Super hit songs of Ashok Kumar, hit songs of Ashok Kumar, duet songs of Ashok Kumar, solo songs of Ashok Kumar, old songs of Ashok Kumar, famous songs of Ashok Kumar, Hindi Karaoke Songs of Ashok Kumar, Hindi Sad Songs of Ashok Kumar, Hindi Love Songs of Ashok Kumar, Hindi Dance Songs of Ashok Kumar, Hindi Hip-hop songs of Ashok Kumar, best Hindi songs of Ashok Kumar, super hit Hindi songs of Ashok Kumar, hit Hindi songs of Ashok Kumar, duet Hindi songs of Ashok Kumar, solo Hindi songs of Ashok Kumar, old Hindi songs of Ashok Kumar, famous Hindi songs of Ashok Kumar, Sing Along Songs of Ashok Kumar, Sing Along Sad Songs of Ashok Kumar, Sing Along Love Songs of Ashok Kumar, Sing Along Dance Songs of Ashok Kumar, Sing Along Hip-hop songs of Ashok Kumar, Sing Along Best songs of Ashok Kumar, Sing Along Super hit songs of Ashok Kumar, Sing Along hit songs of Ashok Kumar, Sing Along duet songs of Ashok Kumar, Sing Along solo songs of Ashok Kumar, Sing Along old songs of Ashok Kumar, Sing Along famous songs of Ashok Kumar